Hello friends IPF me aaj hum aapko btayege ki desh ke digital payment system me ab whatsap ka naam jud gya, ab users whatsap ki help se bhi payment ker sakte hai india me abhi 20 crore monthly active users hai jinke liye digital payment kerna ab asaan hone wala hai ye payment system UPI per based hai isliye paise seedha aapke bank account me aayenge users chat box me jaker paise bhej sakege is payment system me  SBI , PNB  ,BOI , allahbad bank, ICICI BANK,  AXIS BANK  samet 70 banks ko support diya gya hai .


How to send money through whatsap





Kaise whatsap pay  paye


Halanki abi whatsap pay ko chuninda users ke liye he jari kiya gaya hai , ager abhi aapke whatsap pe payment ka option nhi  aata toh sabse pehle apne whatsap ko update kerle . Android ke 2.18.41 version per milega ios  ke liye yeh 2.18.22 version per milega  . Upgrade kerne ke bad whatsap ki setting me  notification  ke neeche  payment ka option dikhayi dega . Iske alawa chatbox me jaker  kisi contact me attachment per tap  kerenge toh wha bhi   aap yha se bhi payment ker payenge  . Ager whatsap update kerne ke bad bhi payment ka option nhi aara hai  toh aapke jin friends ke pass ye feature aa chuka hai unse invitation ke through ye feature 8li jiye filhaal ye feature keval mobilr users ke liye available hai whatsap web users is feature ka istemal nhi ker payenge.
How to activate whatsapp payment

READ ALSO





How to activate whasap payment


● sabse pehle apne whatsap account ko activate kere  fir apne right side aapko 3 dots dikhayi dengi  usper click kerne ke bad settings
Settings > payment option per jayen

Payment option notification ke theek neeche  dikhai dega

● payment option per click krne ke bad next screen  'ACCEPT AND CONTINUE'  per tap kre  uske bad yha per sms ke jariye number verify krne ke liye pucha jayega usper tap kerne ke bad whatsap ko SMS send kerne ki permission de  jse he number verify hojayega,  uske bad yha aap banks ki list dekh payege  ager aapke bank me UPI account link nhi hai, toh users ko UPI pin genrate kerna hoga.

● yaha per banks ke naam dikhayi denge . Jis bank account ko whatsap payment ke sath jodna hai usper click kre. Yeh app aapke bank account numbet ki last 4 digit ko show krega  usper tap kerne ke baad ager sara process thik rha toh fir setup pura hone ka msg dikhai dega.

● UPI ke liye zaruri  hai ki jis number se whatsap chala rhe ho , yeh bank account se bhi link ho

● ager aapke pass multiple bank accounts  hai toh is process ko repeat kr unko jod sakte hai



How to send money


Abhi aap whatsap pe payment tabhi tezi se bhej payenge jab bheje jane wale mobile per bhi whatsapp activate hoga ager family ya friend ke pass ye setup nhi hai toh unko guide bhi ker sakte , yaha aap individual member ko paise bhej sakte hai isliye aap verified business accounts (  book my show , make my trip ) ko abhi payment nhi kr payenge .

● jis whatsapp contact ko payment bhejna cahte hai, uska chatbox open kre

● ager aap android user hai toh fir  attach button  ka istemal kre . Ager ios user hai to +  button ko tap kre


● paise bhejne ke lie payment button per tap kre , bank account select kr amount dale aur UPI  pin bhar ke send ker click kr de. Aap cahe toh  iske sath note bhi likh ker bhej sakte hai is tarah whatsap pe paise bhej payenge aur recieve bhi ker payenge .

● whatsap payment history me ye bhi jaan payenge ki aapne kisko payement bheja tha ,  vaha pohcha yha nhi . Sath he  yeh feature jis kisi ke phone me ayega aur jo bhejega  usko notification ke jariye  paise ane jane ke bare me update bhi krega.

Ager aap ke whatsap me  sare  cheez kerne ke baad bhi show nhi hora hai toh fir yaha comment krke hmko contact kre.