Earn money without investment




Hello , friends IPF ke hindi post me aap sabhi ka welcome hai aaj hum aapko vo tareeeke btayege jo aap khi search krlo aapko nhi milege . IPF ka mission he hai ki humare india pakistan , bangladesh ke log itne trained ho jaye ki unko kisi ke yha jaker naukri na mangni pade is mission ko IPF leker nikla hai bus aapka sath cahta hai , aapke kuch pyare comments cahta hai. Internet ki dunia me kuch aise nam hai jo aaj online 20 lakh rupees mahina kama rhe hai

Hum aapko is money earning ki series me basic se seekhayege  . Hum ye maan ke chalege ki aapko abhi koi bhi knowledge nhi hai .





Maths me whi number lata hai jiska concept clear hota hai ase he paise bhi tabhi banege dosto jab aapka ek ek concept clear hoga bilkul tension mat lo ek ek baat dimag me fit krduga.
Mai guarntee ke sath bol sakta hu ager aapne humari is series ko padhlia aap 8 months me itne trained ho chuke hoke ki 1 lakh rs mahina kama rhe hoge baithe baithe chaliye dekhte hai steps.
Earn money online 2018
Steps
 TOPIC DECISION : keh sakte hai ki kisi bhi beginner ke liye ye sabse important decision hota hai ki vo kis cheez me best hai apne aapko jaano  analyze yourself for example apki knowledge techniqual cheezo me hai aapko interest aata hai ya fir aapko automobile me bohot interest hai aapko cars ke bare me bohot acchi jankari hai ya fir aapko internet marketing ke bare me bohot zyada knowledge hai SEO , indexing, blogging toh sabse pehle hme khud ko jaan na hai ki hmko kis cheez ke  expert hai  .

▪ apne mind me apne aapko  maanlo ki aap us particular cheez k expert ho , aap SEO me bhot knowledge rakhte ho to maan lo aap ek SEO expert ho

Ab aap kisi ek cheez me expert ho chuke hai khud ko analyze krke ab aapko chie ki  is expertise ko khi dikha paao  .aap jis cheez me expert ho us cheez ko logo tak pohchaya jaye toh uske liye plateform building  zarui

PLATEFORM BUILDING:

Aapko ab ek plateform chie jis cheez me aap expert ho use logo tak pochao aur ase plateform chie jaha se income bhi ho sake ab plateform  kse choose kre iske do module hai

B to Y   or Y to B

hum acche se jaante hai ki blog likhna and youtube pe video bana dono ek acche plateform hai or yhi dono ek  ase plateform hai jo monetize asani se ho jate  hai.

B to Y (blog to youtube)

Blog to youtube means is tareeke pehle aap months aap pure man se blogging krte hai fir youtube
shuru krke dono ko link krte hai

read also youtube subscriber badhana seekho 10 step me easily

Y to B (youtube to blog)

Youtube to Blog means aap youtube pe videos banate hai bohot sare aur apni ek pehchan bante hai fir ek website /blog bana ke unko aapas me link krte hai  aaj kal dekha gya hai ki log Y to B jate hai.

ap aap kisi ek cheez me expert ho choke ho aapne apna content bhi sochlia hai ab bus main cheez ye select krni hai ki knsa module le  aaj kal mostly log  Y to B le rhe hai to aap bhi ase he chale  youtube pe sabse pehle videos bana le 10 -12 mast apne expertise knowledge pe  website/blog kaise banate hai ispe alag se pura ek chapter likhuga .

filhaal aap youtube channel banane ke ideas dekh sakte hai or youtube channel pe subscriber badhane ke bhi.


POWERING FIY

FIY-

F-FACEBOOK
I-INSTAGRAM
Y-YOUTUBE
powering of facebook,instagram,youtube

● facebook se apni audience built kro apna ek facebook page bnao aur us facebook page ko bada kro  facebook bada krne ke bare me maine already bataya hua hai  pure 10 points samjhaye hue  hai organic or unorganic page likes pe  yaha dekhe

read also Facebook page per like badhana seekho


●instagram se apni audience built kro  instagram pe followers badhane ke maine best  cheeze btai the aapko ki kaise trick se hm instagram pe followers badha sakte hai yaha dekhe

read also instagram pe 1000 per week followers badhao


●youtube one of the best tool of traffic genraring  aap jis cheez ki website bana rhe ho  aap us cheez ke videos bhi dalo .ya fir aap jis cheez ka video daalre ho us cheez ko website me bhi post kro

Read



SOURCES OF MONEY :

AB aapko aapki expertise pta chl gyi   aapne plateform select krlia  module bhi select krlia FIY powerful krlia ab ager maanlo aapka blog hai jase technology ka aur aap uspe  FYI ki power se traffic bhi accha laa rhe ho usko accha banaya hai koi kami ni hai  toh ab aap google adsense ke liye approval daal sakte ho  approval kab or kaise daale iske bare me bhi hmne pura ek article likha hua hai Google adsense ke uppar google adsense google ka product hai jo apko clickes pe uppar dollars deta hai hmne puri detail me isko samjhaya hua hai dusra tareeka affliate marketing hai isko uppar bhi mai likhuga puraaa ..

Lekin sabse pehle aap uppar btaye hue wale sare kaam acche se krlo vo bht zaruri hai

ab aap puri tarah blog master ho chuke to paise bhi aa jayenge  blog pe advertisement kaise lagani hai uski link mai yhi update krduga ya fir aap hamara blog subscribe kerlo toh apko latest notification aajyegi

aaplog comment zarur kre neeche aur haan ager aapka koi sawal hai to contact us page per jake contact kere hmko