Hello friends , aapne mere english posts toh bohot sare padhe he honge aaj mai apne blog per apna pehla post hindi me likh rha hu . Maine bohot sare blogs me dekha ki  her jagh  running text ya angrezi me bolo toh moving text ke bare me angrezi me likha hua hai .toh maine socha kyu na ek post is  bare me hindi me banai jaye  mera naam  vish hai aur mai is  blog ka author hu IPF ( indo pak facts) . Chaliye shuru krta hu .

Running text lagane ke fayde 

● sabse pehla fayda to yeh hai ki  is  tarah ke text lagane se aap visitors ka dhyaan apni or kheech sakte hai  . Aur jab ye text highlight hoke bhagta hai to  ise apki site pe aane wali audience bohot zyada attract hoti hai .

● dusri baad ase texts pe koi copy write claim nhi aata  aur koi pareshani nhi aap befikar use kre  .


● aur ye google friendly hai .



Ye text dikhta kaisa hai 


  

dosto ye text aisa dikhta hai kaisa lagaaye

Ye uppar tezi se bhagta hua text whi hai  asal baat ye hai ki ye marquee  code ki wzh se lagta hai .


marquee kaise lagaye 

 ●Marquee lagane ke liye dosto aapko apne blog ke layout me jana hoga.

● layout me jane ke baad aapko ek gadget lagana hoga jiska nam hai HTML

●us gadget me aapko ye maquee code  lagana hai  chaliye dekhte hai  .



Blog per running text lagao






Aapko HTML me marquee kholna hai pehle fir beech me text  fir marquee band krna hai iske beech me jo text hoga vo automatic daudne lagega .  Sawal hai marquee tag kholte kse aur band kse krte uske lie maine ek example diya .

Example -


<marquee>  aap indopakfacts blog ko padh rhe hai </marquee>

Ager aap uper di hui line ko apne HTML gadget me paste krdo aur fir usko save krdo fir .view blog krke dekhoge to ye text bhag rha hoga .

Ab aap  bhi lagayie ase running texts
<marquee> xyz kuch  bhi  likho </marquee>

Ab aap enjoy kriye isko laga ker aur haan ager aap moving pics aur marquee ki aur tricks bhi hindi me jaan na cahte hai to comment krke btao .


Aur bhai back link bnani ho kisi ko to comment krke ya contact me jake contact kro